Meri Yaad - Gurmeet Kaur Sidhu - Ananya Mukherjee Lyrics

Meri Yaad - Gurmeet Kaur Sidhu - Ananya Mukherjee Lyrics



Singer:-

Ananya Mukherjee
Music:- Babli Haque & Meera
Song Writer :-RJ Alok

          Meri Yaad Hindi song lyrics 

Ikraar tha, izhaar tha
Dono mein beinteha pyar tha
Na jaane aisa kya hua ki unka pyar
Mukammal na ho paaya

Kal rahun ya main na rahun
Meri Yaad aaye to
Aankhein namm na karna
Aankhein namm tu na kar dena

Tu jo mujhe dhoondta rahe
Main na mili
Oh re piya na ghabrana
Na ghabrana

Kal rahun ya main na rahun
Meri Yaad aaye to
Aankhein namm na karna
Aankhein namm tu na kar dena

Saansein teri mujhse judi
Tujhmein hi main hoon kahin
Dil se agar dekhoge to
Tum ho jahan main wahin

Baatein teri mujhmein basi
Mujhmein hi tu hai kahin
Milke agar mil jaaun to
Kuchh aur chaahun nahi

Tu jo mujhe dhoondta rahe
Main na mili
Oh re piya na ghabrana
Na ghabrana

Kal rahun ya main na rahun
Meri Yaad aaye to
Aankhein namm na karna
Aankhein namm tu na kar dena....

            Meri Yaad Hindi vedio song 



Sponsored Ads
Previous
Next Post »